Saturday, 18 May 2013


Plz Evry1 must Read...
Its must worth of Read
-
Agar"Insan"24 Ghante me 8 Ghante
Sota hy to Matlab 1 din Me 1/3 time
Sota hai.
Agar Insan 60 Saal Zinda rehta hai Tu
wo 20 Saal sota hai.
Agar hum Sone se pehle"Wazu"kar
len or Sone ki"DUA"Padh k soyen to
Hamara sona b"Ebadat"mai likha
Jayega.
Matlab hume 60 saal ki zindagi me 20
Saal Ki"Ebadat"ka"Sawab"bhi mil
Sakta hai.
Aur agar ap ye baat Kisi dosre ko
Baata denge to us k aamal se b apko
"ajar"milega
(share this)
-
plz Must share It..... Agar apnahi koi dusra ispar amal kare.. To uski nekiya bi hame milngi
� Y 1 . �_� @ � height:115%; font-family:"Arial Unicode MS","sans-serif";mso-fareast-font-family:Calibri; mso-fareast-theme-font:minor-latin;color:#333333;background:white'>ﷺ ne irshad farmaya, Jise ladki ho phir woh use zinda dafn na kare, Na usko jalil samjhe aur Na ladke ko uspar ahmiyat de toh ALLAH T'AALA usko Jannat mai dakhil karega,(Abu Dawood)

Hazrat Anas Bin Malik “ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ”
Se riwayat hai ki Huzur Saiyyad E Alam
ne irshad farmaya, Jisne do ladkiyon ki parwarish ki yahan tak ki woh balig ho gayi toh mai aur woh qiyamat ke roz is tarah honge, phir Aap ne apni do ungliyon ko milakar bataya, (Muslim)

Ek riwayat mai hai ki Huzur Saiyyad E Alam
ne irshad farmate hain, Jisne apni ek ladki ya bahen ki parwarish ki aur use sharai adab sikhaya usse muhabbat se pesh aaya aur phir uski shadi kardi toh ALLAH T'AALA use zaroor jannat mai dakhila farmayega(Abu Dawood)

Ek Aur Riwayat Mai Hai Ki Huzur Saiyyad E Alam
ne irshad farmaya, Joh log Apni Ladkiyon ki Pyar wa Muhabbat se parwarish karenge toh bacchiyan unke liye roz e meshar jahannam se aad ban jayengi(Bukhari -, Tirmizi)

Ek Hadees Pak mai hai ki Huzur Saiyyad E Alam
ne irshad farmate hai, Jab tum apne bacchon mai koi cheez takseem karo toh ladkiyon se shuru karo kyun ke ladko ke muqabale ladkiyan walidain se jyada muhabbat karne wali hoti hai,

Huzur Saiyyad E Alam
ke in irshadaat se malum huwa ki apni ladkiyon se muhabbat karna aur unki acchi parwarish karke shaadi kar dena bade azr wa sawab ka kaam hai aur Huzur Saiyyad E Alam se qurb hasil karne ka zariya hai...

No comments:

Post a Comment