(KAL aur AAJ)"
Zara ghor se padhna
Kal: Log subha Namaz k liye uthte the
Aaj: Chai k liye
Kal: Log Subha Quran padha karte the
Aaj: Akhbar
Kal: Log Deen k liye Mehnat karte the
Aaj: Daulat k liye
Kal: Log ibadat mein Masroof rehte the
Aaj: Movies aur Music may
Kal: Aurat Ghar ki Zeenat thi
Aaj: Bazar ki
Kal: Aulad Maa Bap ka kehna maanti thi
Aaj: Maa Baap Aulad ka.
"Humein apna Aaj Badalna hoga"
A SILENT MSG 4 ALL MUSLIMS
No comments:
Post a Comment