Gaur se padhnaa SABHI bohot keemati Massage hai.
1) Imaan ke bagair Allah ko pehchaan nahi sakta.
2) Namaaz ke bagair Allah ke haq ko adaa nahi
kar sakta.
3) ilm ke bagair Allah ki manshaa ko pehchaan
nahi sakta.
4) Zikr ke bagair Allah ke Haq ko
poora nahi kar sakta.
5) Ikraam ke bagair kuch bachaa ke le jaa nahi
sakta.
6) Ikhlaas ke bagair Allah se kuch le nahi sakta.
7) Da'wat ke bagair Insaaniat ko kuchde nahi sakta.
KALMA se: Amal zindaa hoga.
NAMAAZ se: Amal zaahir hoga. ILM se: Amal mukammal
hoga.
ZIKR se: Amal me Jaan aayegi.
IKRAAM se: Amal mehfooz rahega.
IKHLAAS se: Amal keemati banega.
DA'WAT se: Amal dusroo tak pouchega.
Share Now Only
No comments:
Post a Comment