Saturday, 18 May 2013


Hazrat Abu Hurairah RadiAllahu Anhu se rewayat hai, Sarware Mmbiya Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya _ _
pancho"5"Namazen apne darmiyani hisse ki khatayen mita deti hai. Yani ek namaz se dusri namaz tak jo gunah hon woh namaz padhne se maaf ho jate hain_

Aur ek jumma ki namaz se dusre jumma ki namaz apne darmiyani hisse ke gunah mita deti hai yani jumma padhne se 7 din ke gunah maaf ho jate hain_ basharte ki kabirah gunah na ho...

[Muslim Sharif]

YA ALLAH.. Hum gunahgaron ko hidayat de.. Hume 5 waqt ki namaz ka paband bna.. Aur hmare tamam gunahon ko muaf farma...
AAMEEN YA RAB
/span> A a > �_� � � agment--> a G a s �_� � � sedshow>agar
Garibi na hoti to MERA
Shukriya kaun ada krta, 
,
agar
Dozakh na hoti to MERA
Azaab se koun Darta, 
,
aur agar
Bimari na hoti to Mujhe yaad
kaun krta.

pan>
unhone paanchve aur
unhone chat'the ghar bhej
diya. chat'the ghar walo ne
waisa hi saatve ghar bhej
diya. saathve ghar wale
wohi the jinhone sabse
pehle yeh siri dusre ke ghar
bheji thi. unn logo ne yeh
dekha ki yeh tohfa firta
firata humare hi paas aa
gaya toh samjhe ki ALLAH
ta'ala ne yeh hissa humare
hi naseeb me likha hai.
nachaar use pakaya aur use
thoda thoda sabko
takseem kar diya.
(Ruhul Bayaan : jild-4,
page-286)
Sahaba e Kiraam radiallahu
anhu ne khud ko bhuke
rakh kar bhi dusro ko
khilaya aur qurbani wa
humdardi ke woh
muzaahire kiye ki taarikh
ke auraak iss kishm ke
muzaahiro se khaali hai.
yeh hai woh paak log
jinhone apna hissa bhi
apne bhaiyo me qurbaan
kar diya.
SubhanAllah 

No comments:

Post a Comment