Saturday, 18 May 2013



Hazrat Moosa [A.S] ne ALLAH
se arz kiya ki Aye ALLAH bahut
achcha hota ki 4 chize hoti aur
4 chize na hoti.
,
1 ZINDGI hoti maut na hoti.
,
2 Jannat hoti dozakh na hoti.
,
3 Daulat hoti garibi na hoti.
,
4. Sehat hoti bimari na hoti,
,
Tab Gaib se awaz aayi
,
aye"Moosa"agar Maut na hoti to
MERA Didar na hota, 
,
agar
Garibi na hoti to MERA
Shukriya kaun ada krta, 
,
agar
Dozakh na hoti to MERA
Azaab se koun Darta, 
,
aur agar
Bimari na hoti to Mujhe yaad
kaun krta.
pan>
unhone paanchve aur
unhone chat'the ghar bhej
diya. chat'the ghar walo ne
waisa hi saatve ghar bhej
diya. saathve ghar wale
wohi the jinhone sabse
pehle yeh siri dusre ke ghar
bheji thi. unn logo ne yeh
dekha ki yeh tohfa firta
firata humare hi paas aa
gaya toh samjhe ki ALLAH
ta'ala ne yeh hissa humare
hi naseeb me likha hai.
nachaar use pakaya aur use
thoda thoda sabko
takseem kar diya.
(Ruhul Bayaan : jild-4,
page-286)
Sahaba e Kiraam radiallahu
anhu ne khud ko bhuke
rakh kar bhi dusro ko
khilaya aur qurbani wa
humdardi ke woh
muzaahire kiye ki taarikh
ke auraak iss kishm ke
muzaahiro se khaali hai.
yeh hai woh paak log
jinhone apna hissa bhi
apne bhaiyo me qurbaan
kar diya.
SubhanAllah 

No comments:

Post a Comment