Taza Wuzu ki Fazilat::
.
Tirmizi ne Hazrate Abdullah
bin Umar ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ se
riwayat ki, RASOOLALLAH
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺍﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ
ne farmaya, Jho sakhs wuzu
par wuzu kare uske liye 10
naikiyan likhi jayegi.
[Jame’at Tirmizi, Abwabut
Taharat, Baab Majah a’ana
yaslil salawatub wuzu
wahid, Jild 1, Page No. 124,
Hadith No. 6109]
Wuzu par wuzu se murad
taza wuzu hai, maslan ki
quran parhne baitha tab
wuzu kiya – jab azan huwi
tou phir se namaz ke liye
taza wuzu kiya use wuzu
par wuzu kaha jayega.
(chunki pehle wale wuzu se
bhi namaz ho jayegi.)
10 naiki ko hakir na jane –
kayamat ke roz 1-1 naiki ke
liye log tarsenge.
No comments:
Post a Comment