assalamualaikum
mai aksar gadiyao par ek naam dekhta ho to mujhe afsoos hota hai unki is harkat par
mai dekhta ho ke gadi ke agye ek lafaz se h k g n likha hota hai
ya k g n dono ka matlab ek hi hai .hazrat khawja garib nawaz.
Akhir is naam ka intikhab kyun ya hume apne rab par bharosa nahi jo hum ek shaks ko nawzobillah allah ka rutba de
ek bar maine ek shaks se pucha ke aapko kis ne paida kiya uska jawab sun kar mere ronghte kade ho gaye aur mujhe afsoos hone laga
usne kaha ke hume wali me paida kiya
bus meri logo se guzarish hai ke aap in sab cheezao se dhor rahe
ye duniya sirf aur sirf allah ki aijad hai is par kisi ka haat nahi chahe o koi nabi ho sahaba ho ya wali
mai ye nahi kehta ke aap nabi . Sahaba aur wali ko na mano unki izzat karo yahi humara musad hai unke bataye huwe raste par chalo yahi humare liye acha hai nabi ko nabi sahabi ko sahabi aur wali ko wali ka darja do magar kisi bhi shaks ko allah ka darja dena shirk hai chahe o nabi ho sahabi ho ya wali
allah hume behtar soch ataa farmaye ameen
No comments:
Post a Comment