AGAR ITNE HADEES DENEKE BAAD BHI KOI USKO
NAI MANNTHA TOH O JINDAGI MEIN KABHI BHI
KAMIYAB NAHI HOGA......
1. Nabi e kareem Sallallahu allahi Wasalam ne
Ali eibne Abu Talib Raziallahu Anhu se
farmaya:, Jo koi Mujassama dekho toh use
MITAA do, koi UNCHI QABAR dekho toh use
BARABAR kardo. >Muslim : 969
♥•••••••••••••• •••••••••♥ 2. Nabi e
kareem Sallallahu Allahi Wasalam ne un logo
ke upar LAANAT ki hai, jo log QABRO par jakar
chiraag jala te hai. >Abu Dawood 230
♥•••••••••••••• •••••••••♥ 3. Nabi e
kareem Sallallahu Allahi Wasalam ne QABRO
par Masjid (Sajda karne ki jagah) bana
ne walo par LAANAT farmayi hai. >Abu
Dawood : 3288
♥•••••••••••••• •••••••••♥ 4.
Rasulallah Sallallahu Allahi Wasalam ne QABAR
par BAITH ne se, QABRO ko PAKKHI karne se,
QABRO ko OONCHA karne se, QABRO par kuch
TAMEER karne se aur QABRO par likhe huye
PATTAR laga ne se manaa farmaya
hai. >Abu Dawood : 3225
♥•••••••••••••• •••••••••♥ 5. Rasul e
kareem Sallallahu Allahi Wasalam ne farmaya:
Jo shakhs kisi QABAR ka MUJAAWAR bane, us
se behtar hai ke wo AAG ke angaarey par
baith jaye aur AAG uske jisam aur uske kapdo
ko jalaa kar raaqh kar daale.
>Muslim : 2119
♥•••••••••••••• •••••••••♥ 6. Nabi e
kareem Sallallahu Allahi wasalam ne farmaya:
Meri ummat ke bad-tareen log wo honge, jo
QABRO ki ibaadat karenge, jinki zindagi hi me
unke upar qayamat
aayegi.>Musnad Ahmad : 3844
♥•••••••••••••• •••••••••♥
7.Rasulallah Sallallahu Allahi wasalam ne
QABRO par imaaratein(darg ah, khankhwah,
Masjid) khadi karne(baand'ne) se MANAA
kiya
hai.>Muslim : 970
No comments:
Post a Comment