Friday, 6 December 2013

HADIS:
5 GUNAAH Ke 5 HOLNAAK NATAIJ:
Hazrat Ibn e Abbas Radil Allaho Anhu Se Riwayat He Ke


Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Ne Farmaya Ke
1 Jis Qoum Me KHAYANAT Aam Ho Jati He
Us Qoum Ke DIL Me DAR Daal Diya Jata He
2 Jis Qoum Me ZINA Aam Ho Jata He
Us Qoum Me MOUT Ziyada Hone Lagti He
3 Jo Qoum NAAP TOL Me KAMI Karti He
Us Qoum Ka RIZQ Band Kar Diya Jata He
4 Jo Qoum HAQ Ke KHILAF FESLA Karti He
Us Qoum Me KHUN REZI Ziyada Hone Lagti He
5 Jo Qoum WADA KHILAFI Karne Lagti He
Us Qoum Par DUSHMAN Ka TASLLUT Ho Jata He
Ref
Mu'atta Imam Malik
Allah Hamari Tamam Gunaaho Se Hifazat Farmaye
AAMIN SUMMA AAMIN
Ek Masjid Ki Deewar Par Ek Khoobsurat Jumla Likkha Tha

Ke
Agar Tum Gunnaho Se Thak Gaye Ho To
Andar Aa Jao
Khuda Ki Rehmat Tumhare Intizaar Me Abhi Tak Nahi Thaki
So Dosto Istigfaar Ko Apne Uper Lazim Pakro
Beshak Hum Bahut Gunehgaar He
Allah Hame Sacchi Pakki Taubah Karne Wala Banade
AAMIN SUMMA AAMIN
NAMAAZ
Medical Research Kehti He Ke
Dil Pure Jisam Ko Khun Saplai Karta He


Lekin
Dimaag Dil Se Uper Hone Ki Wajah Se Khun Puri Speed Se Dimaag Tak Nahi Puhnchta or
Ye Kami Dimaag Ki Kamzoori or Depression Ki Wajah Bannti He
Insaan Din Me Ek Martaba Bhi Aisi Position Me Aaye Ke
Us Ka Dimaag Us Ke Dil Se Niche Ho
Jis Tarah Muslmaan SAJDA Karte He To
Khun Sahi Tarah Se Dimaag Tak Pohunch Jata He
Jis Ki Wajah Se Khun Dimaag Ko Taro Taaza Rakhta He
Subhanallah
Tum Apne Rab Ki Kon Kon Si Nemato Jhuthlaoge
Zara Sochiye Jo Banada Din Me 5 Dafa Allah Ke Samne Jhukta He Us Ka Dimaag Kitna Fresh or Tazaa Rehta Hoga
Allah Hame 5 Waqt Ki Namaaz Ki Pabandi Naseeb Farmaye
AAMIN SUMMA AAMIN
Ek chhoti bacchi apne Papa ke saath ja rahi thi.
1 Pul par Paani bahut tezi se bah raha tha.
Papa : Beta daro mat,


Mera haath pakad lo.
Bacchi : Nahi Papa Aap Mera haath pakad lo.
Papa (Muskura kar bole) :
Dono me kya Antar hai?
Bacchi : Agar main Aapka haath pakdu aur achanak kuch ho jaaye to shayad,
Me Aapka haath chhod du.
LEKIN agar Aap Mera haath pakdenge to,
Main janti hu ke chahe kuch bhi ho jaaye.
“AAP MERA HAATH KABHI NAHI CHHODENGE”
GREAT LOVE.
“Aaj bhi Bacche haath chhod dete hai,
Maa-Baap nahi”
Luv Ur Parents..
Dedicated to our “PARENT’S”.
"CANCER"1 Khatarnak Beemari hai..
Boht se log is ko khud hi daawat detey
hain, Boht mamooli ahtiyat kar k is                               


beemari se bacha ja sakta hay. Aksar
log khana khane k baad Pani pi lety
hain, Khana khany k baad pani khoon
me mojood cancer ka sabab ban'ne
walay cells ko oxygen fraham krta hay.
NABI PAK SALLALLAHO ALAIHI
WASALLAM NE farmaya. Khane ke phele
pani pina shifa hai, Khane ke bich me
pani pina dua hai,Khana khatam hone
ke phele pani pina dawa hai."KHANE K
BAD PANI PEENA WABA(nuksaandeh) HAY"Ye baat
un ko bhi bataen jo aap ko jan se b
zayda aziz hein!
HADIS:
Hazrat Abu Umaamah radi Allah Se Riwayat He Ke                                  


Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Se
Kisi Ne Sawaal Kiya Ke
IMAAN KIYA HE???? To
Aap Sallallah Ne Farmaya Ke
Jab Tum Ko Apne Acche Amal Se Khushi Ho or
Apne Bure Kaam Par Ranj or Gam Ho To
Samjho Ke
Tum Momin Ho
Ref
Mustadrak e Hakim
So Dosto Jab Bhi Koi Nek Kaam Karo To Apne Dil Me Khushi Ka Izhaar Karo
Masln Namaaz Ki Taufeeq Ho Gai To Allah Ka Sukar Ada Karte Huwe Khushi Mahsoos Karo or
Jab Koi Gunaah Ho Jaye To Dil Nadamat or Sharminndagi Ho Yahi Taubah He
Allah Amal Ki Taufeeq De
AAMIN SUMMA AAMIN
Maa
Koi Bataye Is Lafz Ka Matlab,
: Piyar
: Waffa
: Qurbani

: Mohabbat
: Parwa
: Lagan
: Sachai
: Khuloos
: Pakeezgi
: Sakoon
: Khidmat
: Mehnat
: Dua
: Saaya
: Dost
: Hamdard
: Rehnuma
: Ustad
: Be-Garz
: Masomiyat
: E’badat
: E’maan
: Diyanat
: Jazba
Aur
: Jannat....♥♥♥
Ye Sab Meri MAA Ki Khoobiyon Ki 1 Jhalak Hai...
Warna MAA Ki Khoobiyan To Itni Hain K Lafz
Khatam Ho Jayen Magar MAA Ki Tareef Poori Na
Ho....
Aap MAA Ko Khush Rakhein ALLAH Aap Ko
KhushRakhega....
Share On Ur Wall If U Really Love Ur Mother

Friday, 15 November 2013

Bacha School Na Jae To Hum Maarte Hyn
Masjid Na Jae To Koi Baat Nahi.?
Agar Hum
Non-Muslim Ki Tarah Kapde Pehnen To High Standard
Agar Musalman Ki Tarah Pehnen To Low Level.?
EngLish Seekhne Na Jaen To Maarte Hai
QURAAN PAK Na Seekhen To Koi Baat Nahi.?
A For Apple Sikhaya
A For ALLAH Nahi Sikhaya.?
B For Baat Sikhai
B For Bismillah Na Sikhai.?
Indian Actor Ki Naqal Karen To Khushi Hoti Hai
Aap (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Ki Sunnat Pe Amal Karen To Mazaaq Udaate Hain.?Frwrd Mat Karna, Aankhen Band Kar K Delete Kar Do,
Kyun K Aisa Karne Se Log Mazaq Udain Ge."
Zara Ghour To Kijiye Hum Kis Jahan Ki Tayyari Kar Rahe Hai..?



Hazrat Abu Hurairah (RaziALLAHU Anhu) se riwayat hai ki RasulALLAH (Sal’lal’lahu Alaihe 
Wasallam) ne irshaad farmaya :
Jo Shakhs har namaaz k baad
“SUBHAN’ALLAH” 33 martaba.“ALHUMDULILLAH” 33 martaba,ALLAHU AKBAR 33 martaba parhe,
Ye kul 99 martaba hua aur SO (100) ki ginti puri karte huye
1 martaba “LA ILAHA IL LAL LAHU WAHDAHU LA SHARIKA LAHU LAHULMULKU WA LAHUL HUMDU WA HO WA ALA KULLE SHEYIN QADEER”
parhe uske gunaah maaf ho jate hain, Agarche samandar k jhaag k barabar hon.
(Muslim : 1352)
 —



मुहर्रम : कैसे हुई ताजियों की शुरुआत
ताजियों की परंपरा.....
मुहर्रम कोई त्योहार नहीं है, यह सिर्फ इस्लामी हिजरी सन्‌ का पहला महीना है। पूरी इस्लामी दुनिया में मुहर्रम की नौ और दस तारीख को मुसलमान रोजे रखते हैं और मस्जिदों-घरों में इबादत की जाती है। क्यूंकि ये तारिख इस्लामी इतिहास कि बहुत खास तारिख है.....रहा सवाल भारत में ताजियादारी का तो यह एक शुद्ध भारतीय परंपरा है, जिसका इस्लाम से कोई ताल्लुक़ नहीं है।
इसकी शुरुआत बरसों पहले तैमूर लंग बादशाह ने की थी, जिसका ताल्लुक ‍शीआ संप्रदाय से था। तब से भारत के शीआ-सुन्नी और कुछ क्षेत्रों में हिन्दू भी ताजियों (इमाम हुसैन की कब्र की प्रतिकृति, जो इराक के कर्बला नामक स्थान पर है) की परंपरा को मानते या मनाते आ रहे हैं। 
भारत में ताजिए के इतिहास और बादशाह तैमूर लंग का गहरा रिश्ता है। तैमूर बरला वंश का तुर्की योद्धा था और विश्व विजय उसका सपना था। सन्‌ 1336 को समरकंद के नजदीक केश गांव ट्रांस ऑक्सानिया (अब उज्बेकिस्तान) में जन्मे तैमूर को चंगेज खां के पुत्र चुगताई ने प्रशिक्षण दिया। सिर्फ 13 वर्ष की उम्र में ही वह चुगताई तुर्कों का सरदार बन गया।
फारस, अफगानिस्तान, मेसोपोटामिया और रूस के कुछ भागों को जीतते हुए तैमूर भारत (1398) पहुंचा। उसके साथ 98000 सैनिक भी भारत आए। दिल्ली में मेहमूद तुगलक से युद्ध कर अपना ठिकाना बनाया और यहीं उसने स्वयं को सम्राट घोषित किया। तैमूर लंग तुर्की शब्द है, जिसका अर्थ तैमूर लंगड़ा होता है। वह दाएं हाथ और दाए पांव से पंगु था। 
तैमूर लंग शीआ संप्रदाय से था और मुहर्रम माह में हर साल इराक जरूर जाता था, लेकिन बीमारी के कारण एक साल नहीं जा पाया। वह हृदय रोगी था, इसलिए हकीमों, वैद्यों ने उसे सफर के लिए मना किया था। 
बादशाह सलामत को खुश करने के लिए दरबारियों ने ऐसा करना चाहा, जिससे तैमूर खुश हो जाए। उस जमाने के कलाकारों को इकट्ठा कर उन्हें इराक के कर्बला में बने इमाम हुसैन के रोजे (कब्र) की प्रतिकृति बनाने का आदेश दिया। 
कुछ कलाकारों ने बांस की किमचियों की मदद से 'कब्र' या इमाम हुसैन की यादगार का ढांचा तैयार किया। इसे तरह-तरह के फूलों से सजाया गया। इसी को ताजिया नाम दिया गया। इस ताजिए को पहली बार 801 हिजरी में तैमूर लंग के महल परिसर में रखा गया। 
तैमूर के ताजिए की धूम बहुत जल्द पूरे देश में मच गई। देशभर से राजे-रजवाड़े और श्रद्धालु जनता इन ताजियों की जियारत (दर्शन) के लिए पहुंचने लगे। तैमूर लंग को खुश करने के लिए देश की अन्य रियासतों में भी इस परंपरा की सख्ती के साथ शुरुआत हो गई।
खासतौर पर दिल्ली के आसपास के जो शीआ संप्रदाय के नवाब थे, उन्होंने तुरंत इस परंपरा पर अमल शुरू कर दिया तब से लेकर आज तक इस अनूठी परंपरा को भारत, पाकिस्तान, बांग्लादेश और बर्मा (म्यांमार) में मनाया जा रहा है।
जबकि खुद तैमूर लंग के देश उज्बेकिस्तान या कजाकिस्तान में या शीआ बहुल देश ईरान में ताजियों की परंपरा का कोई उल्लेख नहीं मिलता है। 
68 वर्षीय तैमूर अपनी शुरू की गई ताजियों की परंपरा को ज्यादा देख नहीं पाया और गंभीर बीमारी में मुब्तिला होने के कारण 1404 में समरकंद लौट गया। बीमारी के बावजूद उसने चीन अभियान की तैयारियां शुरू कीं, लेकिन 19 फरवरी 1405 को ओटरार चिमकेंट के पास (अब शिमकेंट, कजाकिस्तान) में तैमूर का इंतकाल (निधन) हो गया। लेकिन तैमूर के जाने के बाद भी भारत में यह परंपरा जारी रही। 
तुगलक-तैमूर वंश के बाद मुगलों ने भी इस परंपरा को जारी रखा। मुगल बादशाह हुमायूं ने सन्‌ नौ हिजरी 962 में बैरम खां से 46 तौला के जमुर्रद (पन्ना/ हरित मणि) का बना ताजिया मंगवाया था।
कुल मिलकर ताज़िया का इस्लाम से कोई ताल्लुक़ ही नही है....लेकिन हमारे भाई बेहेन जो न इल्म है और इस काम को सवाब समझ कर करते है उन्हें हक़ीक़त बताना भी हमारा ही काम है.......

Thursday, 14 November 2013






assalamu alaikum
muaziz bhai aur piyare dosto
hume allah tabarak watala ka shukar ada karna chahiye ke usne hume musalman paida kiya
aur usse bhi ziyada is baat par shukar ada karna chahiye ke usne hume hazrate mohammed mustafa salallahi alaihi wasallam ki umat me paida kiya

ye duniya humare liye bus ek qaid khana hai aur hum is duniya ke qaidi
phirbhi hum is baat ko bhol jate hai ke hume duniya me kis maqsad se bheja gaya kis liye bheja gaya kyun bheja gaya
allah ne hume sirf aur sirf apne ibadat ke liye bheja hai
aur ye duniya banane ka maqsad hi isiliye hai ke hum apne parwardigar par kamil iman rakhe
waqt kisi ke liye nahi rukta
jab adam alaihi wasalaam ko unki galti par duniya me behja gaya to aap alaihi wasalaam ne kayi bar allah se maafi mangi ye silsila chalta raha aur ek din allah ne aap alaihi wasalaam ko maaf farmaya
aur unse pucha ke aye adam tumhe kaise pata chala ke mohammed mera nabi aur mera aziz hai
to aap alaihi wasalaam ne farmaya ke aye allah jab tu mujh me roh phonk raha tha to mai ne tere arsh par la ilaaha illallah mohammadur rasul lullah dekha mujhe yakeen huwa ke mohammed tera sabse ziyada mehboob hai
dosto mujhe is baat par afsoos hota hai ke hum unki umat me se hokar is tarha bhatke hai ke hum sirf naam ke musalman hokar rehgaye hai
humne jane anjane kitni namaze tark ki

bakya agli bar inshallah

Friday, 2 August 2013

∗ Sacchayi Neki Ki Taraf Rahnumai Karati Hai …..

» Hadees : Hazrath Ibn-r-Mas’ood (Radiallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Ne Farmaya,
“Yaqeenan Sacchai Neki Ki Taraf Rahnumayi Karati Hai Aur Neki Jannat Ki Taraf Le Jaati Hai. Aadmi Sach Bolta Rahta Hai, Yaha’n Tak Ke Usse Allah Ke Yahan Bahot Sachcha Likh Diya Jaata Hai Aur
Jhoot NaFarmaani Ki Taraf Rahnumai Karata Hai Aur Nafarmaani Jahannam Ki Taraf Le Jaati Hai. Aur Aadmi Yaqeenan Jhoot Bolta Rehta Hai, Yaha’n Tak Ke Allah Ke Yahaan Usse Bohot Jhoota Likh Diya Jaata Hai”
-: (Sahih Bukhari : Kitaab Ul Adab Volume 3 : Hadees : 1027,
Sahih Muslim : Kitaab Ul Barr , Volume : 6, Pg : 232)
LESSON:

Apne Roze Ko 6 Cheezo Se Bachaiye

1, Nigaah Ki Hafazat Ho
Kisi Aisi Jagah Nazar Na Pare Jo Aap Ke Roze Ke Sawab Ko Khatam Karde

2, Zabaan Ki Hifazat
Jhuth,Chugal Khuri,Be Kaar Ki Baate,Gibat,Gaa li,La­rai Jaghra,Kisi Ka Mazaaq Urana In Se Zabaan Ki Hifazat Kare

3,Kaan Ki Hifazat
Har Wo Cheez Jis Ka Zabaan Se Nikalna Na Jaiz He
Isi Tarah Us Ka Sunna Bhi Na Jaiz He

4,Hath,Peir,or Badan Ko Na Jaiz Cheezo Se Bachana
Hath Ko Haraam Cheez Ke Pakarne Se Bachana
Peir Ko Gunaah Ki Taraf Le Jane Se Bachana
Isi Tarah Puri Bodi Ko Haraam or Na Jaiz Kaamo Se Bachana

5,Haraam Maal Se Iftaar Na Kare
Yaha Tak Ke Agr Aap Ko Koi Iftaari Ki Dawat De or
Aap Ko Maloom Ho Ke Wo Haraam Kamata He Ya Aap Ko Shak Ho Us Ki Kamai Me To Aiso Ke Yaha Iftaari Na Kare

6,Iftaar Ke Baad Apne Roze Par Naaz or Fakhr Na Kare
Balke Darte Rahe Ke
Kahi Ye Roza Qayamat Ke Din Mere Munh Par Na Maar Diya Jaye
Har Haal Me Allah Ka Shukar Ada Kare or Roza Qabool Hone Ki Ummid Rakkhe

Allah Hame In 6 Cheezo Se Apni Hifazat Me Rakkhe

AAMIN SUMMA AAMIN
Jo sakhs tumhari nigah se tumhari
zarurat ko samajh nahi sakta, usse kuch
mang kar khud ko Sharminda na karo. ~
Hazrat Ali RadiAllahu ta'ala Anhu
∗ Burayi Ko Badalne KI Koshish Kiya Karo …..

» Hadees : Rasool’Allah (Sallallhu A’laihi Wasallam) Ne Farmaya Ke,
“Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isse Badalne Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Roke Toh Qareeb Hai Ke Allah Apne Azab Me Sab Ko Lapet Le, Ba’khuda Tum Ko Laazim Hai Ke Bhalai Ka Hukm Do Aur Burayi Se Roko Warna Allah Tum Par Aise Hukmaran Musallat Kar Dega Jo Tum Me Sab Se Bad-Kirdar Honge Aur Wo Tum Ko Sakht Takleef Denge”.
-: (Trimzi Sharif)
Ek inspiring story:
Main raste me hi tha jab maghrib ki azaan hui. Aaj job se aate waqt kafi der ho chuki thi.

Main jaise hi ghar pahocha maghrib ka waqt lagbhag khatm hi ho chuka tha. Maine jaldi jaldi wuzu banaya aur waise hi geele haath pair le kar ja namaz par neeyat bandh ke khada ho gaya.

Mere chehre se pani tapak raha tha. Main baar baar use aasteen se ponchhta aur namaaz chalu rakhta.

Namaaz ke dauran hi mujhe dhyaan aaya ki main ammi ki dawaiyan lana bhool gaya hoon. Aaj office me dher sara kaam tha khana khane ka bhi mauka nahi mila.

Main bahut thak chuka tha sajde me jaate hi maine namaaz me poora dhyan laane ki koshish ki.

Achanak agle hi pal main ek aise maidan me tha jahan bahut sarey log jama they. Sabke haath me ek ek kitab thi.

Mujhe kuchh samajh nahi aa raha tha ki kya ho raha hai tabhi kisi ne aakar mere haath me bhi ek kitab de di jis par mera naam likha hua tha.

Maine kholkar dekha to usme mere achchhe aur bure aamal likhe hue they. Mera dil baith gaya tha. Maine socha ya Allah kya main mar gaya hoon.

Maine sabki taraf nazar daudai sab ke sab ek line me apni kitab jama kar rahe they. Main samajh gaya ki main mar chuka hoon aur ab mera bhi in sab ki tarah hisab kitab hona hai.

Maine bhi apni kitab jama kar di. Aur intezar karne laga. Jab sab logon ki kitabein jama ho gayi to waqt aaya faisle ka. Mujhe apne kaano par yakeen nahi hua jab sabse pehla naam mera pukara gaya.

Mera dil zor zor se dhadakne laga. Maine socha na jane aaj mera kya hoga. Kya mera anjaam hoga. Tabhi aawaz aayi jahannum.

Mujhe bharosa nahin tha ki mere hissey me jahannum aayega. Main rone laga. Mere gaalon se aansoo behne lagey.

Tabhi do khatarnak dikhne wale saaye aaye aur mujhe ghasitkar le jane lage. Main chillata raha'bachao, mujhe koi bachao'. Lekin sab mujhe sehmi hui nazar se dekh rahe they koi bachane ke liye aage nahi aaya.

Maine chilla kar kaha'maine kabhi kuchh galat nahi kiya, kabhi jhoot nahi bola, kisi ki chugli nahi ki, kisi ki geebat nahi ki, sood nahi khaya. Fir mujhe kyon jehannum me fek rahe ho'

Koi kuchh nahi bola sirf mujhe kheechte rahe. Ab main jehannum ki aag mehsoos kar sakta that. Uska muhana thodi hi door par tha. Aur usme se aisi aawaz aa rahi hi jaise koi janwar rassi todkar mujh par hamla karne ki koshish kar raha ho. Main bahu darr gaya. Aur zor zor se rone laga.

Tabhi mujhe yaad aaya. Namaaz.

Main chillane laga'meri namaz. Meri namaz kahan hai'

Jehannum ka muhana samne hi tha. Duniya me to main zara si garmi bardasht nahi karta tha ya Alaah is garmi ko kaise bardasht kaunga.

Ab me jehannum ke darwaze pe tha zor zor se ro raha tha. Apni namaz ko aawaz de raha tha lekin koi sunne wala nahi tha. Main chillaya lekin koi farq nahi padha. Ek ssye ne mujhe dhakka de diya aur me jehannum ki tapti jlhui aag me girne laga. Mujhe laga yehi mera hashr hai.

Itne me ek haath ne mujhe pakad liya. Mqine sir utha kar dekha to muhane par ek buzurg khade they. Safed dadhi aur nurani chehra lekar. Mera haath thame hue muskura rahe they. Neeche dozakh ki aag mujhe jhulsa dene ke liye mqchal rahi thi lekin un buzurg ka hath lagte hi uski tapan thandak me badal gayi.

Maine unse poocha aap kaun hain. Unhone mujhe bahar kheech kar kaha-tumhari namaz. Mujhe bahut gussa aaya aur maine kaha aap itni der se kyon aaye? Mujje dozakh me dhakka de.diya gaya tha aap thoda aur der se aate to main to jehannumi ho huka tha.

Buzurg ne muskurate hue kaha-tum bhi to mujhe ekdum aakhiri time par padha karte they.

Tabhi meri neend khuli. Koi mujhe zor zor se hila.raha that. Maine dekha ammiji mere paas khadi hain aur bol rahi hain -kya hua namaz namaz kyon chilla raha hai.

Meri khushi ka thikana nahi raha. Main zinda tha. Maine ammiji ko galey se laga liya aur kaha-aaj ke baad main kabhi namaz me deri nahi karunga.

Dosto namaz padho is se pehle ki aap ki namaz padha di jaye.

Aur haan time par.
•• Plz share kare or is page pr first time aane wale hazrat page open kar ke'like'kare. JazakAllah khair.

Tuesday, 23 July 2013

Hazrat Abu Hurairah rz.a. se riwayat hai ke
Hazrat Muhammad Sallalahu Alaihi Wasallam
ne farmaya! Momin ki misaal paudey(plant ) ki
pehli nikli hui hari shaakh jaisi hai ke jab bhi
hawaa chalti hai usey jhukaa deti hai phir wo
seedha ho ker museebat bardasht kerny
mein kamyaab ho jata hai aur baddkaar ki
misaal sanobar ke darakht jaisi hai ke sakht
hota hai aur seedha khada rehta hai yahan
tak ke Allah jab chahta hai usey ukhaad ker
phaink deta hai. [5644: Jild 7; Sahih Bukhari
Shareef]
Bismillah hirrahman nirraheem
ALLAH Farmata Hai: Tauba Aur Astaghfar Ki Fazilat
Aay ibne Adam..! Jab
tak tu Mujhe Pukarta rahay ga aur Mujh say
Maghfirat ki umeed rakhay ga to Main
Tujhe Muaf karta Rahon ga, Aay Ibne Adam.! Agar Teray Gunah Asman tak bhi
Pohanch jain Phir bhi Agar tu Mujh say
Maghfirat Mangay ga to Main Tujhe Muaf
kar don ga Aur Mujhe Koi Parwah nahi.
(Tirmazi, H#3674, Kitab ud Dawat, Baab:
Tauba Aur Astaghfar ki Fazilat aur ALLAH ki Apni Bandon par Rehmat)
BismILLAH hir Rahman nir Raheem!
"Jis jannat ka parhezgaro'n se waada kiya
gaya hai wo aisi hai k us mein nehar'ain
behti hain, us k phal hamesha atay rehty
hain aur us ka saaya bhi hamesha k liye
qaa'im rehta hai, Ye parhezgaro'n ka aakhri
sila hai aur kafir'on ka aakhri sila dozakh
hai."
(Sura-e-ra'ad, Ayat# 35)
"Galti Har insaan se Hoti Hai.
Lekin BEHTARIN Galti karnewala wo Shakhs
Hai jo Galti ke Baad Tuba kare."
[Ibne-majah- Hadees no-4251]
Allama Iqbal"
Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kehte kehte,
Hichkicha Gaya Me khud ko Musalman kehte
kehte,
Ye baat Nahi k Mujko Rab par Yaqeen Nahi,
Bas dar gaya khud ko sahib-e-imaan kehte
kehte,
Tofeeq Na hui Mujhe ek waqt ki Namaz ki,
Aur Chup Ho Gaya Moazzin Azaan kehte kehte,
Kisi kafir Ne jo pocha k Ye kya Hai Maheena,
Sharm se pani Hath se gir gaya Ramazan
kehte
kehte,
Meri Almari me Gard se Ati kitab ka Jo
poochha,
Mai Gaddh gaya Zameen me Quran kehte
kehte,
Ye sun k chupki saadh Li "IQBAL" Us Ne,
Yun laga jaise ruk gaya wo mujhe Haiwaan
kehte
kehte..
"A silent msg for all Muslims"
Hazrat abu hurairah aur hazrat abi sayeed al qudri r.a se 
riwayat hai : 


Rasool ullah s.a.w.s ne farmaya ke teen masajid ke alawah 

kisi masjid ki taraf saaman-e-safar na baandho, masjid-e-

haraam, masjid-e-aqsa aur meri masjid (yaani masjid-e-

nabawi). 


Bukhaari
INSAN KI JIMMEDARI

Insan ki sabse badi jimmedari ye hai ki wo is baatka ilm hasil kare ki konse kaam allah ko pasand hai aur konse kaam allah ko napasand hai.

Aaj hamare mua'asre me bigad paida hone ka sabse badaa sabab ye hai ki jo kaam samaaj me ho rahe hai usse dekh kar insan bhi usse karne lagta hai, par wo ye nahi dekhta ki kya allah ne is kaam ko karne ka hukm diya, kya aap s.a.v ne is kaam ko kiya ya karne ka hukm diya.

Lekin afsos ki hamaare paas ek aasmani kitab hone aur aap s.a.v ki saaf aur sahi hadise hone ke bawajud bhi ummate muhammadiya nato quran ko dekhti hai aur nahi sahi hadis ko dekhti hai ki usme kya amal jarne ka hukm diya gayaa hai balki wo ye dekhti hai ki samaaj me kya kaam ho rahe hai aur allah aur uske rasul s.a.v ko chod kar kisi peswa, imam, molvi ne kya kaam karne ko kahaa hai.

Aaj tarah tarah ki shirk aur biddte samaaj me ijad hai lekin insan iska ilm hasil karne ke badle ussi amal ko anjam de raha hai jisko wo samaaj aur mua'asre me dekhta hai fir wo chahe shirk ho ya biddat.

Allah hame shirk aur biddat se bachae aur din ka ilm hasil karne ki taufik de aamin.
BismILLAH hir Rahman nir Raheem!
"Ae Rasool-e-Barhaq (S.A.W)! Aap mery
bando'n ko farma dejiye k namaz'ain parhte
raha karain aur jo kuch hum ne de rakha hai
us mein se chori chupay ya ailaaniya kharch
karty raha karain, us din k aanay se pehly jab
koi soda na ho saky ga, na koi dosti hi kaam
aa sakay gi."
(Surah-Ibrahim: Ayat#31)
Tashahud mein ungli ka uthana rasool -e pak(S.A.W) ki badi ba barakat or azmath waali sunnat hai
.
Hazrath Abn Umar raziallahu tala anha karte hai k rashool -e pak(S.A.W) jab namaaz k liye qaide mein baithte to apne dono haath apne dono ghutnao pr rakhte or apni dahini ungli jo angothe k nazdeek hai utha lete pus is k saath doa maangte.
Hazrath Wail Bin Hajr razi allahhu anha farmaate hai k Rasool Allah sallahu alay wo sallam ne ungli uthai or isse hilaate the.
[Sahi Muslim 580]
Ya Allah, Forgive us for our disrespect towards our families,
elders, siblings and so on.
Ya Allah, Forgive us for any backbiting we have been accused of, whether we did it consciously or unconsciously.
Ya Allah, Forgive every single Muslim and Muslimah, dead or alive,
I do du’a that you forgive them for all their sins.
Aameen Ya Rabbal Aalameen...!
Dear Sisters ,
●Akser se ye dekha gaya hai
k Facebook par khwateen
apni BEPARDAH pictures daal
rahi hain cahe wo profile
image ho ya phir wall photos
●Apni bepardah pictures ko
is tarha share krk na sirf aap
khud gunahgar horahi hai
balki doosron ko bhi fitnah
mein daal rahi hain
●Facebook par aapki ye
bepardah pics pata nahi kitne
ghyr mehram dekh kar fitnah
mein mubtela horahe honge !
●Mana k kuch bahno ki list
mein sirf unke rishtedar aur
female frndz hai phir bhi un
frndz k baap , bhai , shohar
aur betey bhi tou dekh rahe
hai ye sari pics?
Kiya aap janti hai ??
♥♥Baligh hone k baad jo
aurat pardah nahi kerti uski
ibadat qabool nahi hoti
(Sunan Abu-Dawud.
064;Tirmidhi, 377)♥♥
●Kiya hijaab facebook par
laazim nahi?
Assalam o alaikum wa rahmath ullahi wa
barkatuhu....
Bismillah Hir Rahman Nir Rahim
Hadith: Jab Allah kisi shaksh ke saath bhalaii
ka irada farmata hai to wo usey deen mein
basheerat (yani samajh) ata farma deta hai
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anh u se rivayat hai
ki Rasoollallah Sallallhu-Alaih i-Wasallam ne
farmaya jab Allah kisi shaksh ke saath bhalaii
ka irada farmata hai to wo usey deen mein
basheerat (yani samajh) ata farma deta hai
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 220 (Sahih)
It was narrated that Abu Hurairah may Allah
be pleased with him said: "The Messenger of
Allah Peace be upon him said: When Allah
wills good for a person, He causes him to
understand the religion.
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 220 ( Sahih)
ﺍﻟﻠﻬﻢ ﻓﻘﻬﻨﻲ ﻓﻲ ﺩﻳﻨﻲ
O Allah! Grant me understanding of Deen.
Ya Allah mujhe deen ki samajh ata farma.
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 

Moving the finger during Tashahhud 

It was narrated that Waa’il ibn Hajar said: I said: I will certainly watch how the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) prays. So I watched him and he stood up and said takbeer (“Allaahu akbar”), and raised his hands until they were level with his ears. Then he placed his right hand on his left hand, wrist and lower forearm. When he wanted to bow, he raised his hands likewise, and put his hands on his knees, and when he raised his head he raised his hands likewise. Then he prostrated and put his hands level with his ears, then he sat with his left foot tucked underneath him and put his left hand on his left thigh and knee, and he put the edge of his right elbow on his right thigh. Then he held two of his fingers and made a circle, then he raised his forefinger and moved it, making du’aa’ with it.

Narrated by al-Nasaa’i, 889; classed as saheeh by Ibn Khuzaymah, 1/354; Ibn Maajah, 5/170; classed as saheeh by al-Albaani in Irwa’ al-Ghaleel, 367.

Shaykh Ibn ‘Uthaymeen quoted this hadeeth – “moving it, making du’aa’ with it” – as evidence that moving the forefinger during the tashahhud should be done with every phrase of the du’aa’. He said in al-Sharh al-Mumti’:

The Sunnah indicates that he should point with it when making du’aa’, because the wording of the hadeeth is “moving it, making du’aa’ with it”. So every time you make du’aa’, move your finger thus indicating the exalted nature of the One to Whom you are addressing your du’aa’s. So we say:

“Al-salaamu ‘alayka ayyuha’l-Nabiyyu (peace be upon you, O Prophet)” – you should point your finger because this salaam is a kind of du’aa’. “Al-salaamu ‘alayna (peace be upon us)” – you should point your finger. “Allaahumma salli ‘ala Muhammad (O Allaah, send blessings upon Muhammad)” – you should point your finger. “Allaahumma baarik ‘ala Muhammad) O Allaah, send blessings upon Muhammad)” – you should point your finger. ‘A’oodhu Billaahi min ‘adhaab jahannam (I seek refuge with Allaah from the torment of Hell)” – you should point your finger. “Wa min ‘adhaab al-qabr (and from the torment of the grave)” – you should point your finger. “Wa min fitnat il-mahya wa’l-mamaat (and from the trials of life and death)” – you should point your finger. “Wa min fitnat il-maseeh il-dajjaal (and from the tribulation of the Dajjaal) – you should point your finger. Every time you make du’aa’ you should point your finger, indicating the greatness of the One to Whom you are making du’aa’. This is closer to the Sunnah.
✿✿Assalamualaik um Warahmatullahi
Wabarakatuhu✿✿
Waisey to ye Post Brothers & Sisters dono hi k
liye ek Qabile sonch Mudda hai.....!
Per qaas kar Kwateen ki tawajja per ye baat
lana behadh zarori hai k Bazaar Allah
Subhanawataala ko intehayi napasand
hai .Qaasker Ramzan k mahine mein jabki
humara ziyada tar waqt ibadat mein guzarna
cahiye akser Kwateen ka ziyada tar waqt
Bazaar mein qareed wa faroqat mein guzar
jata hai ya phir Gharon mein lambey lambey
Pakwaan karne mein sara waqt Zaaya hojata
hai .
Piyari Bahno! zara ye sonchiye k itni
Shopping , outing aur Lambey chawdey
Pakwaan kar k Ramzan k Pak aur Barakaton
wale mahine mein Hum hasil kiya karrahe
hai ?
◄Sirf aur sirf Humara Hi qeemti waqt Zaaya ...!!
◄Jo Waqt qaalis ibadat mein guzarna cahiye
wo waqt Bazaaron mein "'Ghair Mehramon" k
sath Bhaao Taao mein guzar rahe
hain .Astaghfirullah !
◄Na Hijab ki pabandi na Paisey ka dard aur Na
apney Mehram ki ibadat ki parwa ...!!
◄Kiya kabhi Ap ne ye soncha hai apke Bhai ,
Baap , Bete aur Shohar ko jo waqt Masjid
mein Taravi k liye guzarna cahiye wo waqt
Apki wajase Bazar mein guzarjata hai ? Aur
phir apki bhi to ibadat ka sawal hai na .Agr
aap din bhar Shopping karti rahi to kiya Apki
ibadat mein qalal nahi padega ? Kiya ap utni
hi tarotaza mehsoos kar payengi jo Ghar mein
pursukon halat mein guzarne se mehsoos
hoga?
◄Aur in sabse badi baat jo chiz Allah ko
Napasand hai aur "Saqt Napasand "hai wo
chiz Sirf Nafsiyati Takmeel k liye karna kiya
itna zarori hai Humarey liye ?
◄◄" Tou Ramzan mein Bazaar ko choriye aur
ibadat se Dil lagayie "◄◄
.JazakAllah khairun ...!
.•*´¨`*•.¸¸.•*´ ¸.•*´¨`*•.¸¸.•* ´¸.•*´¨`*•.¸¸.• *
´¸.•*´¨`*•.¸¸. •*´
*** Bismillah hir-Rahman nir-Raheem ***
Hazrath Abu Hurairah Radi-Allahu-Anh u se
rivayiat hai Rasoollallahu Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya,
" Allah ko Masjidein bohot ziyada Mehboob
hain aur Bazaar intehayi Napasand hain ".
(Sahih Muslim ,Hadees number 671)
.•*´¨`*•.¸¸.•*´ ¸.•*´¨`*•.¸¸.•* ´¸.•*´¨`*•.¸¸.• *
´¸.•*´¨`*•.¸¸. •*´
(A great Reminder for Myself FIRST .In sha
Allah )
BismILLAH hir Rahman nir Raheem!
"ALLAH Ta'ala Jis K Liye Chahay Rizq Ko
Kushada Karta Hai Aur Mehdood Bhi Rakhta
Hai Aur Wo Duniya Hi Ki Zindagi Se Nehaal Ho
Gaye Hain Aur Duniyavi Zindagi Aakhirat Mein
Sirf Aik Saamaan Hi Hai."
(Sura-e-Ra'ad, Ayat#26)

Tuesday, 9 July 2013

GUSSA :-

Bina kisi baat ke hi gussa karna,zara zara si
baat per bhadak uthna badi kharab aadat
hai.Aksar aisa hota hai ki insaan gusse me
aakar duniya ke bahot se bane banaye kaam
bigaad deta hai aur kabhi kabhi gusse ki
jhunjhlahat me ALLAH ki naa shukri aur kufra
ka kalima bakne lagta hai aur apne imaan ki
daulat ko barbaad kar daalta hai isliye RASOOL
ALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne apni
ummat ko mouka aur baat baat par gussa
karne se mana farmaya hai.

Chunanche hadees sharif me hai ki ek aadmi
Huzur ke darbar me hazir hua aur arz kiya ki
AYE ALLAH KE RASOOL SALLALLAHU ALAIHI
WASALLAM mujhe kisi amal par hukm dijiye
magar bahot hi thoda ho toh Huzur ne
irshaad farmaya_"Gussa mat kar"usne kaha
ki kuch aur irshaad farmaiye toh aapne phir
yahi farmaya ki"Gussa mat kar"phir kai baar
us aadmi ne malum kiya magar har baar
aapne yahi farmaya ki"Gussa mat kar"yeh
bukhari sharif ki hadees hai
(Mishkat 2-433, Ahyaul'ulum 2-165 Misri)

Ek hadees me aaya hai ki RASOOL E KHUDA
SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne irshaad
farmaya ki pahalwan wah nahi jo logo ko
pachad deta hai balki pahalwan wah hai jo
gusse ki halat me apne nafs ko kaabu me
rakhe.
(Mishkat 2-433, Mujatbai)

Gusse ka Ilaaj- Jab bemauka gusse ki jhallahat
aadmi par sawar ho jaaye toh Nabi
SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne farmaya hai
ki use cahiye ki wah fauran hi wuzu kare
isliye ki bemouka gussa dilane wala shaitaan
hai aur shaitaan aag se paida kiya gaya hai
aur aag paani se bhuj jaati hai isliye wuzu
gusse ki aag ko buja deta hai.
( mishkat 2-435, mujtabai)

Ek hadees me aisa bhi hy k agar khade hone
ki halat me gussa aa jaye to aadmi ko chahiye
k baith jaye fauran ,gussa utar jaega aur agar
baithne me gussa na utre to let jaye taaki
gussa khatam ho jaye.....
( mishkat 2- 343)
Pura padna.... Kabhi b Aap ko


aisi information nahi mili ho gi, k kaun


se Nabi kahan pe dafan hain!


1: Adam(A.S) Sri Lanka


2: Nooh(A.S) Jordan


3: Hood(A.S) Yamen

4: Sauleh(A.S) Lebanon

5: Looth(A.S) Iraq

6: Ibrahim(A.S) Israel

7: Isaq(A.S) Palestin

8: Yaqub(A.S) Palestin

9: Yusuf(A.S) Palestin

10: Ayub(A.S) Amman

11: Shoaib(A.S) Syria

12: Ismail (A.S) Or

13: Nabi-e-PAK (S.A.W) "Saudi Arabia"

mein_

aye Allah is sms ko aage bhejne wale

ki hr mushkilat dur kr De, Ameen!!

BEST SMS IN MY LIFE,

Zaroor parhna,

&,

forward karna,

AAP S.A.W.W K piyare bete ki wafat

per AAP S.A.W.W bohat ghamgeen

thay,

BIBI AYESHA R.A ne AAP S.A.W.W se

arz kiya k ALLAH Pak ne hr Nabi ko ye

darja atta kiya hai k woh apni zindagi

me koi 1,dua mang sakte hain,jo foran

qabool ki jayegi,

to AAP apne bete ki dobara zindagi ki

dua q nahi mang lete,

ALLAH Pak qabool karne wala hai,

AAP S.A.W.W ne farmaya k woh dua

maine aakhrat me apni "UMMAT" keliye

sanbhal rakhi hai,

"SUBHANALLAH"

Muje nahi lagta k is se acha sms ap k

mobile me hoga,

is liye,

Send to all Muslims..

Agr yeh dua agey fwd na kro to wapis mujhey

send ker dena

"Aey merey parwardigar"

apney Mehboob Salallahoalaihewasallam k

sadqey main poori duniya main jitne musalman

beemar hain ya preshan hain Tu unko apne

karam se maaf farma or un ki beemari or

preshaniyon ko door farma,, Ameen.....

Aye"mere parwardigar"apne pyare Mehboob

Salallahoalaihewasallam k sadqe main jsne

mujhe ye dua bheji hai us k tamam gunahon ko

maaf farma or hr kaam mai kamiyabi ata farma

or us k naseeb khol de.."Ameen"

apne liye zaroor dua krwaye najane ks ki zuban

se apki taqdeer sanwar jaye.

Puri kainat me nahi koi aisa:

Na koi Nabi Mohammed Jaisa,

Na koi Kalam Quran Jaisa,

Na koi Mazhab Islam Jaisa,

Na koi tohfa Namaz jaisa,

Na koi Saccha Abu Bakar Jaisa,

Na koi Aadil Umer Jaisa,

Na koi Sakhi Usman Gani Jaisa,

Na koi Bahadur Ali Jaisa,

Na koi shahid Imam Hussain Jaisa,

Na koi Imam Abu Hanifa Jaisa,

Na koi kalimmulla Musa jaisa,

Na koi sabrwala Ayyub jaisa,

Na koi khubsurat Yusuf jaisa,

Na koi aabid Yunus jaisa,

Na koi awaz Daud jaisa,

Na koi Wali Gouse-e-Azam Jaisa,

Na koi Jagha Madina Jaisa,

Na koi mahina ramzan jaisa,

Na koi din juma jaisa

Na koi sms is sms jaisa,

Forwad 2 all muslim...