HADIS:
Hazrat Abu Umaamah radi Allah Se Riwayat He Ke
Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Se
Kisi Ne Sawaal Kiya Ke
IMAAN KIYA HE???? To
Aap Sallallah Ne Farmaya Ke
Jab Tum Ko Apne Acche Amal Se Khushi Ho or
Apne Bure Kaam Par Ranj or Gam Ho To
Samjho Ke
Tum Momin Ho
Ref
Mustadrak e Hakim
So Dosto Jab Bhi Koi Nek Kaam Karo To Apne Dil Me Khushi Ka Izhaar Karo
Masln Namaaz Ki Taufeeq Ho Gai To Allah Ka Sukar Ada Karte Huwe Khushi Mahsoos Karo or
Jab Koi Gunaah Ho Jaye To Dil Nadamat or Sharminndagi Ho Yahi Taubah He
Allah Amal Ki Taufeeq De
AAMIN SUMMA AAMIN

No comments:
Post a Comment