∗ Burayi Ko Badalne KI Koshish Kiya Karo …..
» Hadees : Rasool’Allah (Sallallhu A’laihi Wasallam) Ne Farmaya Ke,
“Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isse Badalne Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Roke Toh Qareeb Hai Ke Allah Apne Azab Me Sab Ko Lapet Le, Ba’khuda Tum Ko Laazim Hai Ke Bhalai Ka Hukm Do Aur Burayi Se Roko Warna Allah Tum Par Aise Hukmaran Musallat Kar Dega Jo Tum Me Sab Se Bad-Kirdar Honge Aur Wo Tum Ko Sakht Takleef Denge”.
-: (Trimzi Sharif)

No comments:
Post a Comment