LESSON:
Apne Roze Ko 6 Cheezo Se Bachaiye
1, Nigaah Ki Hafazat Ho
Kisi Aisi Jagah Nazar Na Pare Jo Aap Ke Roze Ke Sawab Ko Khatam Karde
2, Zabaan Ki Hifazat
Jhuth,Chugal Khuri,Be Kaar Ki Baate,Gibat,Gaa li,Larai Jaghra,Kisi Ka Mazaaq Urana In Se Zabaan Ki Hifazat Kare
3,Kaan Ki Hifazat
Har Wo Cheez Jis Ka Zabaan Se Nikalna Na Jaiz He
Isi Tarah Us Ka Sunna Bhi Na Jaiz He
4,Hath,Peir,or Badan Ko Na Jaiz Cheezo Se Bachana
Hath Ko Haraam Cheez Ke Pakarne Se Bachana
Peir Ko Gunaah Ki Taraf Le Jane Se Bachana
Isi Tarah Puri Bodi Ko Haraam or Na Jaiz Kaamo Se Bachana
5,Haraam Maal Se Iftaar Na Kare
Yaha Tak Ke Agr Aap Ko Koi Iftaari Ki Dawat De or
Aap Ko Maloom Ho Ke Wo Haraam Kamata He Ya Aap Ko Shak Ho Us Ki Kamai Me To Aiso Ke Yaha Iftaari Na Kare
6,Iftaar Ke Baad Apne Roze Par Naaz or Fakhr Na Kare
Balke Darte Rahe Ke
Kahi Ye Roza Qayamat Ke Din Mere Munh Par Na Maar Diya Jaye
Har Haal Me Allah Ka Shukar Ada Kare or Roza Qabool Hone Ki Ummid Rakkhe
Allah Hame In 6 Cheezo Se Apni Hifazat Me Rakkhe
AAMIN SUMMA AAMIN

No comments:
Post a Comment