∗ Sacchayi Neki Ki Taraf Rahnumai Karati Hai …..
» Hadees : Hazrath Ibn-r-Mas’ood (Radiallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Ne Farmaya,
“Yaqeenan Sacchai Neki Ki Taraf Rahnumayi Karati Hai Aur Neki Jannat Ki Taraf Le Jaati Hai. Aadmi Sach Bolta Rahta Hai, Yaha’n Tak Ke Usse Allah Ke Yahan Bahot Sachcha Likh Diya Jaata Hai Aur
Jhoot NaFarmaani Ki Taraf Rahnumai Karata Hai Aur Nafarmaani Jahannam Ki Taraf Le Jaati Hai. Aur Aadmi Yaqeenan Jhoot Bolta Rehta Hai, Yaha’n Tak Ke Allah Ke Yahaan Usse Bohot Jhoota Likh Diya Jaata Hai”
-: (Sahih Bukhari : Kitaab Ul Adab Volume 3 : Hadees : 1027,
Sahih Muslim : Kitaab Ul Barr , Volume : 6, Pg : 232)