Gunah karne se 1
nahusat ye hai k, gunah karne ki wajah se neki karne ki tofeeq wapis le li jati
hai.
Aise bande ko namaz parhna mushkil,
Quran ki tilawat karna mushkil,
baaz log to ye kehte hain k namaz parh bhi len to Duaa mangne ko dil nahi karta. Allahu Akbar!
Is nahusat se bachne ka wahid rasta TAUBA hai.
Allah hume sache dil pakki tauba karne wala bnaye.. Aur humara tamam sagira kabira gunahon ko muaf farmaye.
Aameen Ya Rab!

LESSON:
Hazrat Ali radi Allah Farmate He Ke
Me Puri Zindagi Me Sirf Ek Raat Sakoon Se Soya Hu
Pucha Gaya Ke Konsi Raat?????
Hazrat Ali Ne Farmaya Ke
Hijrat Ke Waqt Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Ne Mujhe Farmaya Ke
Ali Mere Bistar Par So Jao or
Kal Subah Logo Ki Amaanate Wapis Kar Ke Madina Aa Jana
Me Us Raat Sakoon Se Soya Tha Ke
Me Subah Zinda Rahunnga
So Dosto Sahaba Mout Ko Kitna Yaad Karte The
Isi Liye Un Ki Zindagi Me Allah Ne Khub Barkate Ata Ki
Allah Hame Bhi Kasrat Se Mout Ko Yaad Karne Wala Banaye
AAMIN SUMMA AAMIN

NAMAAZ:
Apni Duniya Me Mast Rehta Tha Main
Mout Ki Fikar Na Karta Tha Main
Gunaah Ko Gunaah Na Smajhta Tha Main
Lazzaton Ke Piche Bhagta Tha Main
Dil Chahta Tha Ke Padhu NAMAAZ Main
Par Masjid Tak Jism Na Le Jata Tha Main
Duniya Ki Rounaq Me Magan Tha Main
Waqt Dosti Me Barbad Karta Tha Main
Phir 1 Din Achanak Andhera Chaya
Aankh Khuli To Khud Ko Qabar Me Paya
Phir ALLAH Ne Pucha Ke'Kiya Lekar Aaya?'
Ghar Jana Chaha Lekin Ja Na Paya
Qabar Ki Tanhai Ne Bahut Daraya
Aawaz Di Apno Ko To Koi Na Aaya
Waqt He Sambhal Jaa Jo Gaya Wo Na Aaya
NAMAZ bahut Qeemti He
PYARE NABI Sallallaho Alayhi Ne Samajhai He
Allah Hame 5 Namaazo Ki Pabandi Ki Taufeeq Ata Farmaye
AAMIN SUMMA AAMIN —

Golden Words :
Buraai Talash Karne Wale Ki Misaal …..
∗ Kisi Ki Burai Sun Ke Uss Tak Pohchana Uss Se Bari Burai Hai.
∗ Kisi Ki Buraai Talash Karne Wale Ki Misaal Uss Makkhi Ke Jaisi Hai,
Jo Poora KhoobSurat Jism Chhor Kar Sirf Zakhm Par Baithti Hai”
∗ Buraai Ki Misaal Aise Hai Jaise, Pahaad(Hill) Se Niche Uttarne Ke Liye
Ek Qadam Uthao Toh Baki Qadam Uthe Chale Jate Hai, Aur Acchai Ki Misaal Aise Hai Jaise
Pahaad Par Chadna Har Qadam Bohat Mishkil Se Uthta Hota Hai.
∗ Agar Kisi Shaksh Me 99 Buraiya Ho Aur 1 Acchayi Ho Toh Uski
Buraiyo Ko Nahi Balki 1 Acchayi Ko Bayan Kar Do.
∗ Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhay, Yeh Tumharay Haq Me Behter Hai
Bajaye Iss Ke Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhay.
∗ Nek Logo Ke Sath Lage Raho, Tum Bhi Unhi Me Se Ho Jaoge,
Aur Bure Logo Se Door Raho Yaqeenan (Buraai) Se Door Ho Jaoge.

Rasul Allah Sallallaho
Alayhi Wasllam Ne Farmaya Ke
Jis Ne Fajar Ki Namaaz Ke Baad 3 Martaba Ye DUWA Parhli To
Us Par Shaam Tak Koi Aafat or Musibat Nahi Aayegi
Duwa Ye He
«Bismillahillaz ee La Yadurro Ma'a Ismihee Shaiun Fil Ardee Wala Fissamaee Wahuassamiull aleem»
Ref
Tirmizi Shareef
Abu Dawood Shareef
So Dosto Har Subah Is Duwa Ko Parhne Ehtimaam Kare
Allah Amal Ki Taufeeq De

“Jis Bande Ko ALLAH
Dost Rakhta
Hain Us Par Musibat Nazil Kar Ke
Uske Sabr Ka Imtehan Laeta Hai”
★ Daulat, Hukumat Aur Musibat
Mein Aadmi Ke Aql Ka Imtihaan
Hota Hai,
Ki Aadmi Sabr Karta Hai Ya Galat
Qadam Uthata Hai.
AL-QURAN :
★ Aye Imaan Walo Tum Sabr Aur
Namaz Ke Zariye Madad Hasil Karo,
Beshak ALLAH Ta'ala Sabr Karne
Waalo Ke Saath Hai.★
- (Al-Quran : Surah-Baqrah-15 --3)
.
Allah Padhne se Ziyada amal karne
ki toufiq de,
Aameen summa Aameen
Hain Us Par Musibat Nazil Kar Ke
Uske Sabr Ka Imtehan Laeta Hai”
★ Daulat, Hukumat Aur Musibat
Mein Aadmi Ke Aql Ka Imtihaan
Hota Hai,
Ki Aadmi Sabr Karta Hai Ya Galat
Qadam Uthata Hai.
AL-QURAN :
★ Aye Imaan Walo Tum Sabr Aur
Namaz Ke Zariye Madad Hasil Karo,
Beshak ALLAH Ta'ala Sabr Karne
Waalo Ke Saath Hai.★
- (Al-Quran : Surah-Baqrah-15 --3)
.
Allah Padhne se Ziyada amal karne
ki toufiq de,
Aameen summa Aameen
The Price of Imaan
Several years ago an Imaam moved to London. He often took the bus from his home to the town area. Some weeks after he arrived, he had occasion to ride the same bus.
When he sat down, he discovered that the driver had accidentally given him twenty pence too much change. As he considered what to do, he thought to himself, you better give the twenty pence back. It would be wrong to keep it. Then he thought, oh forget it, it’s only twenty pence. Who would worry about this little amount? Anyway, the bus company already gets too much fare; they will never miss it. Accept it as a gift from Almighty Allah and keep quiet.
When his stop came, the Imaam paused momentarily at the door, then he handed the twenty pence back to the driver and said “Here, you gave me too much change.”
The driver with a smile replied “Aren’t you the new Imaam in this area? I have been thinking lately about going to worship at your mosque. I just wanted to see what you would do if I gave you too much change.”
When the Imaam stepped off the bus, his knees became weak and soft. He had to grab the nearest light pole and held for support, and looked up to the heavens and cried “Oh Allah, I almost sold Islam for twenty pence!”
Remember, we may never see the impact our actions have on people. Sometimes we are the only knowledge of Quran someone will read, or the only Islam a non-Muslim will see.
What we need to provide, Insha Allah is an example for others to see. Be careful and be honest everyday, because you never know who is watching your actions and judging you as a Muslim.

OXYGEN Medical
Research K Mutabiq Zinda Rahne K Liye 1 Insaan
Rozana 3 Cylinders K Barabar Oxygen Use Karta Hai
Jiski qeemat takriban 3780
Rupees banti Hai.
Yaani 1 Aam Aadmi Saalana
13 Lakh 80 Hazar Rupees aur 50 Saal
(Average age) Tak Takriban
6 Crore 89 Lakh Rupees Ki Oxygen use Krta Hai.
Kya hum Aam Taur Pe is ka Intezam Kar Sakte hain????
Nahi Bilkul Nahi....!!!
"TO TUM APNEY PARWARDIGAR KI KAUN KAUN SI NEMATO KO JHUTLAO GE"

No comments:
Post a Comment